SHAWORDS

baaqi ki mohabbat mein dil saaf huaa itnaa — Muztar Khairabadi

baaqi ki mohabbat mein dil saaf huaa itnaa
jab sar ko jhukaataa huun shisha nazar aataa hai
Urdu

باقی کی محبت میں دل صاف ہوا اتنا
جب سر کو جھکاتا ہوں شیشہ نظر آتا ہے

Hindi

बाक़ी की मोहब्बत में दिल साफ़ हुआ इतना
जब सर को झुकाता हूँ शीशा नज़र आता है

Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
poet268 quotes