gir paDa tu akhiri ziine ko chhu kar kis liye
aa gaya phir asmanon se zamin par kis liye

Afzal Minhas
Afzal Minhas
Sherशेर
See all 23 →gir paDa tu akhiri ziine ko chhu kar kis liye
गिर पड़ा तू आख़िरी ज़ीने को छू कर किस लिए
jin pattharon ko ham ne ata ki thiin dhaDkanen
जिन पत्थरों को हम ने अता की थीं धड़कनें
dil ki masjid men kabhi paDh le tahajjud ki namaz
दिल की मस्जिद में कभी पढ़ ले तहज्जुद की नमाज़
chand men kaise nazar aa.e tiri surat mujhe
चाँद में कैसे नज़र आए तिरी सूरत मुझे
ye bhi shayad zindagi ki ik ada hai dosto
ये भी शायद ज़िंदगी की इक अदा है दोस्तो
jaane ye hiddat chaman ko raas aa.e ya nahin
जाने ये हिद्दत चमन को रास आए या नहीं
Popular Sher & Shayari
46 totaljin pattharon ko ham ne ata ki thiin dhaDkanen
un ko zaban mili to hamin par baras paDe
dil ki masjid men kabhi paDh le tahajjud ki namaz
phir sahar ke vaqt honTon par dua bhi aa.egi
chand men kaise nazar aa.e tiri surat mujhe
andhiyon se asman ka rang maila ho gaya
ye bhi shayad zindagi ki ik ada hai dosto
jis ko sathi mil gaya vo aur tanha ho gaya
jaane ye hiddat chaman ko raas aa.e ya nahin
aag jaisi kaifiyat hai khushbuon ki lahr men
zindagi ki zulmatein apne lahu mein rach gaiin
tab kahin jaa kar hamein aankhon ki binaai mili
sath-e-dariyaa par ubharne ki tamannaa hi nahin
arsh par pahunche hue hain jab se gahraai mili
raste mein koi peD jo mil jaae to baiThun
vo baar uThaayaa hai ki dikhne lage shaane
jaane ye hiddat chaman ko raas aae yaa nahin
aag jaisi kaifiyat hai khushbuon ki lahr mein
bikharte jism le kar tund tufaanon mein baiThe hain
koi zarre ki surat hai koi Tiile ki surat hai
dil ki masjid mein kabhi paDh le tahajjud ki namaaz
phir sahar ke vaqt honTon par duaa bhi aaegi
Ghazalग़ज़ल
har chand zindagi kaa safar mushkilon mein hai
हर चंद ज़िंदगी का सफ़र मुश्किलों में है
us peD ko chhuaa to samar-daar ho gayaa
उस पेड़ को छुआ तो समर-दार हो गया
log hansne ke liye rote hain aksar dahr mein
लोग हँसने के लिए रोते हैं अक्सर दहर में
miTte hue nuqush-e-vafaa ko ubhaariye
मिटते हुए नुक़ूश-ए-वफ़ा को उभारिए
chup rahe to shahr ki hangaama aaraai mili
चुप रहे तो शहर की हंगामा आराई मिली
gum-sum havaa ke peD se lipTaa huaa huun mein
गुम-सुम हवा के पेड़ से लिपटा हुआ हूँ में





