"har ek shakhs yahan mahv-e-khvab lagta hai kisi ne ham ko jagaya nahin bahut din se"

Azhar Iqbal
Azhar Iqbal
Sherशेर
See all 11 →har ek shakhs yahan mahv-e-khvab lagta hai
हर एक शख़्स यहाँ महव-ए-ख़्वाब लगता है
ek muddat se hain safar men ham
एक मुद्दत से हैं सफ़र में हम
tumhare aane ki ummid bar nahin aati
तुम्हारे आने की उम्मीद बर नहीं आती
ghuTan si hone lagi us ke paas jaate hue
घुटन सी होने लगी उस के पास जाते हुए
na jaane khatm hui kab hamari azadi
न जाने ख़त्म हुई कब हमारी आज़ादी
phir is ke baa'd manaya na jashn khushbu ka
फिर इस के बाद मनाया न जश्न ख़ुश्बू का
Popular Sher & Shayari
22 total"ek muddat se hain safar men ham ghar men rah kar bhi jaise beghar se"
"tumhare aane ki ummid bar nahin aati main raakh hone laga huun diye jalate hue"
"ghuTan si hone lagi us ke paas jaate hue main khud se ruuTh gaya huun use manate hue"
"na jaane khatm hui kab hamari azadi ta.alluqat ki pabandiyan nibhate hue"
"phir is ke baa'd manaya na jashn khushbu ka lahu men Duubi thi fasl-e-bahar kya karte"
ye pahlaa ishq hai tumhaaraa soch lo
mire liye ye raastaa nayaa nahin
har ek shakhs yahaan mahv-e-khvaab lagtaa hai
kisi ne ham ko jagaayaa nahin bahut din se
hai ab bhi bistar-e-jaan par tire badan ki shikan
main khud hi miTne lagaa huun use miTaate hue
ek muddat se hain safar mein ham
ghar mein rah kar bhi jaise beghar se
na jaane khatm hui kab hamaari aazaadi
taalluqaat ki paabandiyaan nibhaate hue
niind aaegi bhalaa kaise use shaam ke baad
roTiyaan bhi na mayassar hon jise kaam ke baad
Ghazalग़ज़ल
ghuTan si hone lagi us ke paas jaate hue
घुटन सी होने लगी उस के पास जाते हुए
ye baar-e-gham bhi uThaayaa nahin bahut din se
ये बार-ए-ग़म भी उठाया नहीं बहुत दिन से
tiri samt jaane kaa raasta nahin ho rahaa
तिरी सम्त जाने का रास्ता नहीं हो रहा
gulaab chaandni-raaton pe vaar aae ham
गुलाब चाँदनी-रातों पे वार आए हम
dil ki gali mein chaand nikaltaa rahtaa hai
दिल की गली में चाँद निकलता रहता है
tumhaari yaad ke dipak bhi ab jalaanaa kyaa
तुम्हारी याद के दीपक भी अब जलाना क्या





