Sher
ajiib baat hai us raat ki sahar na hui
ka.i charag jale raushni magar na hui

Rakesh Toofan
ajiib baat hai us raat ki sahar na hui
अजीब बात है उस रात की सहर न हुई
jahan pe jhuuT hai nafrat hai be-imani hai
जहाँ पे झूट है नफ़रत है बे-ईमानी है
rasm-e-duniya ke bayaban men bichhaDne vaale
रस्म-ए-दुनिया के बयाबाँ में बिछड़ने वाले
zakhm chup-chap rahega to rafu bolega
ज़ख़्म चुप-चाप रहेगा तो रफ़ू बोलेगा
main shajar dekh ke Dar jaata huun
मैं शजर देख के डर जाता हूँ
lauTa jab chand bhi suraj bhi khasara kar ke
लौटा जब चाँद भी सूरज भी ख़सारा कर के
ajiib baat hai us raat ki sahar na hui
ka.i charag jale raushni magar na hui
jahan pe jhuuT hai nafrat hai be-imani hai
vahin pe zindagi-bhar zindagi bitani hai
rasm-e-duniya ke bayaban men bichhaDne vaale
ishq-e-avara tujhe DhunDh raha hai ab tak
zakhm chup-chap rahega to rafu bolega
tum mujhe qatl bhi kar do to lahu bolega
main shajar dekh ke Dar jaata huun
is qadar dhuup ki aadat hai mujhe
lauTa jab chand bhi suraj bhi khasara kar ke
ham ne chamka diya angan ko sitara kar ke
lauTaa jab chaand bhi suraj bhi khasaaraa kar ke
ham ne chamkaa diyaa aangan ko sitaaraa kar ke
jahaan pe jhuuT hai nafrat hai be-imaani hai
vahin pe zindagi-bhar zindagi bitaani hai
ajiib baat hai us raat ki sahar na hui
kai charaag jale raushni magar na hui
rasm-e-duniyaa ke bayaabaan mein bichhaDne vaale
ishq-e-aavaara tujhe DhunDh rahaa hai ab tak
zakhm chup-chaap rahegaa to rafu bolegaa
tum mujhe qatl bhi kar do to lahu bolegaa
main shajar dekh ke Dar jaataa huun
is qadar dhuup ki aadat hai mujhe