SHAWORDS

haal-e-dil likhte na logon ki zabaan mein paDte — Dattatriya Kaifi

haal-e-dil likhte na logon ki zabaan mein paDte
vajh-e-angusht-numaai ye qalam hai ham ko
Urdu

حال دل لکھتے نہ لوگوں کی زباں میں پڑتے
وجہ انگشت نمائی یہ قلم ہے ہم کو

Hindi

हाल-ए-दिल लिखते न लोगों की ज़बाँ में पड़ते
वज्ह-ए-अंगुश्त-नुमाई ये क़लम है हम को

Dattatriya Kaifi
Dattatriya Kaifi
Dattatriya Kaifi
poet85 quotes