"zindagi ab tujhe sanvaren kya koshishen saari be-asar shayad"

Ameeta Parsuram Meeta
Ameeta Parsuram Meeta
Sherशेर
See all 54 →zindagi ab tujhe sanvaren kya
ज़िंदगी अब तुझे सँवारें क्या
kaun tha mere alava us ka
कौन था मेरे अलावा उस का
na hon khvahishen na gila koi na jafa koi
न हों ख़्वाहिशें न गिला कोई न जफ़ा कोई
tajdid-e-zindagi ke ishare hue to hain
तज्दीद-ए-ज़िंदगी के इशारे हुए तो हैं
sun ke har samt siskiyan main ne
सुन के हर सम्त सिसकियाँ मैं ने
manzil apni DhunD rahe ho
मंज़िल अपनी ढूँड रहे हो
Popular Sher & Shayari
108 total"kaun tha mere alava us ka us ne DhunDe the Thikane kya kya"
"na hon khvahishen na gila koi na jafa koi na saval ahd-e-vafa ka ho vahi ishq hai"
"tajdid-e-zindagi ke ishare hue to hain kuchh pal sahi vo aaj hamare hue to hain"
"sun ke har samt siskiyan main ne jaane kyon kar liin duriyan main ne"
"manzil apni DhunD rahe ho rasta duuje ka chalte ho"
ye aarzu hai ki ab koi aarzu na rahe
kisi safar kisi manzil ki justuju na rahe
dard jab zabt ki har had se guzar jaataa hai
khvaab tanhaai ki aaghosh mein so jaate hain
agar hai zindagi ik jashn to naa-mehrbaan kyon hai
fasurda rang mein Duubi hui har daastaan kyon hai
adhuri vafaaon se ummid rakhnaa
hamaare bhi dil ki ajab saadgi hai
ham-safar vo jo ham-safar hi na thaa
aur phir kar liin duriyaan main ne
ab zamaana hai bevafaai kaa
siikh lein ham bhi ye hunar shaayad
Ghazalग़ज़ल
fikr ki had se guzarti hi gai
फ़िक्र की हद से गुज़रती ही गई
haqiqat ki meri tumhin raaz-daan ho
हक़ीक़त की मेरी तुम्हीं राज़-दाँ हो
ik taaraa gir kar TuuTaa thaa
इक तारा गिर कर टूटा था
zabaan kar ke muqaffal tum sadaaein chaahte ho
ज़बाँ कर के मुक़फ़्फ़ल तुम सदाएँ चाहते हो
nihaan si chaadar ki silvaTon mein na jaane kitni hikaayatein hain
निहाँ सी चादर की सिलवटों में न जाने कितनी हिकायतें हैं
ik daf'a uljhe to uljhe hi rahe
इक दफ़'अ उलझे तो उलझे ही रहे





